Hello dosto mai aap ko apne
Blog ki kuch Policy & Privacy ke bare me batadu ham apni website par jo bhi
share karte hai, Aur yeha se apko kya jankari milegi ye humari Privacy Policy
Aap Ko samjhne me madat karegi. Agr aap humari website www.goya-book.blogspot.com
use karte hai to Privacy Policy ka Palan karna hoga nahi to mujhe block karne
ka pura adhikar hota hai.
Mai Aapke Liye Kya Kar Sakta
Hu
1. Mai apke liye jo bhi jankari
share karta hu. Aap uske bare me mujhe comment kar ke bata sakte hai. Mera
anubhav kaisa hai or mujhe ise protsahan milega.
2. Hamari website par agar aap
ko jo galat najar aati hai aap mujhe Contact US par suggestion kar sakte hai.
Mai use dharne ki puri kosis karunga.
3. Hume apni website par kis
prakar ki jankari share karna chahiye aap meri madad kar sakte hai. Jise hum
apne visitor ke liye kuch behtar kar sake.
Goya-book Ko Kaise Use Kare
1. Aap kisi bhi tarah se koi galat comment mat kare
2. Jis type ka post karte hai
aap us post se sambandhit comment kare
3. Agar apko meri website se
koi shikayat hai to mujhe direct message kare Contact US or mujhe btaye Comment
me apko koi galat sabd ka prayog karna mana hai.
Third Party Link
Aap humare permission ke bina
kisi website ka link mere website par na share kare. Jarurat parne par kar
sakte hai bina matlab ke link post na kare nahi to apki comment ko publish nahi
kiya jayega. Agar apko link post karne ki zarorat parti hai to kar sakte hai.
Cookies
Cookies ek bahut chota file
hota hai. Jo browser used karte hai use humare computer ke hard drive me send
kar deti hai. Hum apni website ke Future ke liye cookies used kar sakte hai.
Change Privacy
Policy Goya-book ka Privacy
Policy hum kabhi bhi change kar sakte hai. Jab hum change karne ke to iska
notification post me bta denge.
Terms And Condition
To main umeed karta hu ki aap hamare site ke Privacy Policy ka Palan karenge.
All Rights Reserved
Mujhe apki comment ko block,
delete, spam, karne ka pura adhikar hai. to main umeed karta hu ki aap mere
website ke privacy policy nahi todenge.